aankho me unka ,
intazar liye beithi hoon,
chen nahi he dil ko,
dhadakano ko me,
bekarar liye beithi hoon,
din gujar jata he,
logo ke bich,
me akeli ,
raat liye beithi hoon...
good night 😴



- Mrs Farida Desar foram

English Poem by Mrs Farida Desar foram : 111982578

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now