Bohot mushkil sa shabd hai ye badhna asal
zindagi mai nibhane ko
Jwala si lag jati h sunne se isko
mat beth khali or lag ja tu
Badh ja aage badh ja tu
Jo ise thaan le nikl jata h kahi milo par
mat tham tu or nikal ja uss par.
zindagi bhi kare tuje Salam hardam
badha apne ese kadam.
Jo bana de iss shabd ko bhi asan.
#बढ़ना