zindagi Khawab ki tarah aajkal chalne lagi hai
humne parwane ki tarah jeene ki khwahish ki
Magar maloom na tha ki shama ka rasta aag hai
humne raakh hokar bhi,saba(Hawaa) se dosti ki
Palkon pr saje hain jo manzar woh sab sarab( Mirage) hain
Haqeeqat se ladne ki humne ek koshish ki
Na koi manjil ki firaq,na raaston ka darr
udaan bhare ki bas, humne ek sazish ki.