Mana tuje uske laut aane ki umeed nahi,
Par yeh kaise maan lu tu aaj bhi uski
mohabbat mai nahi.
Mana tu zindagi mai aage badh gaya,
Par yeh kaise maan lu har baar tu piche mud ke dekha nahi.
Mana uski yaadain bhula chhuka hai,
Par yeh kaise man lu tu mujmai usse dhundhta nahi.