tinke tinke Ko jod kar banaya Gaya
har kisi ka Sapna hota he...khud k ghar(aashiyana/ghosla) ka...
Khun pasine Ko lagakar ghar banana...
par ghar sirf Makan hi hota he jab tak vaha koi rahe na....nahi to khandhar ban jaata he....ghar kisi ka b apno ka saath hona jaruri he....har cheej Ko aapas me bantna jaruri he chahe vo Khushi ho ya gum....yahi hota h sapno ka Mahal...
#घोंसला