Baat ab muhabbat ki nahi hai Baat ab nafrat ki bhi nahi hai, Darasal ab baat kuch hai hi nahi. Jaao maine tumhe maaf kiya! Jaao k ab khuwahish nahi Tumhe paane ki, Jaao k ab koi afsoos nahi Tumhe khone ka, Jaao k ab tum sirf ek sapna ho Jo kabhi poora nahi huwa, Jaao azaad ho tum Jaao azaad ho tum.
#Shivan