Aj abhi bhi me vahi khadi Hu jaha vo 6odkar Gaya
Kisi esi ummid se k vo vapas ayega
Roj Dil rota he unki yado me tadpata he
par pata Nahi kab unka Dil bechain hota he
vese to keh Kar Gaye he Nahi aaunga me vapas
AGR hamari mahobbat sachi hogi to dur hokar b vo upar vala hume ek Karne me koi Kami Nahi rakhega
Par me puchati Hu unse ki uprvala b kaha Dekh Raha he usne b to Apne pyar ko in duniya ki rit- rsmo k vajah se 6od Diya tha kya unki mohbbat sachi Nahi thi ya har ek mahobbat Karne vale isi Tarah dur hokar pyar ko purvar karenge?????

English Questions by R V : 111044463
Deny.. 8 year ago

how much time ago ur relation ws breack..?

R V 8 year ago

yes i m waiting for him

Deny.. 8 year ago

hji pn wait kro 6o??

Deny.. 8 year ago

dear koi nai aata wapis..m also waiting for someone but...???

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now