Tu Mera Tha..
Vo sanam tha,
meri baahon mein,
Jal gaya khwab, chhod gaya dhoon mein.
Dard se dard mita nahi,
Jism se rooh juda si hui kahi.
Jadoo sa tha, par ho gaya fanaa,
Sitamgar tha, par dil ne chaha.
Mayusi ke is intezaar mein,
Aankhon se dard chhalak gaya
Tu mera tha — meri jaan,
Dhadkan, pyaas, aur bepanah armaan
_Mohiniwrites