Ajab kashmakash k raste hain
Badi kathin yeh Raahe hain
Main jis ki rahon mein beech gayi hoon
Usi ko mujhse shikayatein hain
Shikayatein sab thik hain lakin
Main kaise usko yakeen dilaun?
Use jo bhulaun to mar na jaun
Main is khamoshi k imtehan mein
Kahan kahan se guzar gayi hoon
Use khabar bhi nahi hai shayad
Main dhire dhire bikhar gayi hoon...