Itni si khushi… ✨



Ek cup chai , ek pyari si hasi ,

Pal bhar ka sukoon, aur hasi ke rang saathi

Chhote moments, badi muskaan ,

Yehi hai zindagi ka asli armaan.



Raat ki thandak, chaand ki roshni ,

Halka sa music, aur dil ki khushi

Behti baatein, aur hasi ke rang ,

Ye chhoti chhoti khushiyan, banaye zindagi sang.

🎉✨💛🌸☕😄💫🌙🎵🌿💖🫶🌟✨🎉

Hindi Whatsapp-Status by Nensi Vithalani : 111994731

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now