Chahti toh bhot thi tujhko
Par bta na payi main
Dil ki un jazbaton ko jata na payi main
Socha keh doon dil ki baat tumse
Par tujhko khone k darr se
Tujhko bta na payi main
Teri har ada pasand thi mujhko
Par un adaaon par haq jutane ki himmat juta na payi main
Chahti toh bhot thi tujhko
Par bta na payi main