likh kar har bat bata du tujhse
ya man ki awaz ko daba hi rehne du
koi lafzo ka samandar nahi h mere pas
bus kuch pyar bhari bate hai
aur tujhse izhar kru ya nahi yahi
dar ki gehrai me samayi meri jazbaate h
har waqt tu rahe Dil ke pas
arman isse badi nahi khas....