apni manzil ko
pane ke liye kya
kya Karna padta hai
thoda chaw to thoda
dhup mein chalna
padta hai,
paw mein agar kuch
Na ho to tapti dup
mein jalna padta hai
apni manzil ko pane
ke liye phoolo S3 ne
kato se bhi hokar
gujarna padta hai,
manzil tak pachuna
uhi asan nhi hota
uske liye ji jaan ek
karna padta hai,
socho to manzil
pane ke liye apni
kya kya karna padta hai.
apni himmat ko
ko apni takhat banakar
har tufan se ladna padta hai
manjil pane ke liye kya
kya karna padta hai.