Woh akash mein baadal
Woh baadal mein baarish
Woh baarish mein boondein
Woh boondon mein paani
Woh paani mein aashu
Woh aashu mein namak
Woh namak mein zakham
Woh zakham mein hum
Woh hum mein mai
Woh mai mein tum
Haan tum haan tum
Bus tum aur sirf tum ❣️
Heartless