Yoon Bhi Ik Baar To Hota Ki Samundar Bahta,
Koi Ehsaas To Dariya Ki Ana Ka Hota.
यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता,
कोई एहसास तो दरिया की अना का होता।
Aap Ke Baad Har Ghadi Hamne,
Aap Ke Saath Hi Guzaaree Hai.
आप के बाद हर घड़ी हमने,
आप के साथ ही गुज़ारी है।
gulzar saab 😇😇