Rukta nhi main chalta rahta hun,aasman ko dekh kar muskuruta rahta hun,hai manzile badi dur ,par paar karta rahta . chalna hai to mujhe abhi bahut karke bhi dikhana hai bahut. Phir kuch yaad aaya h ,Hausla jaag huthta hai aur main bhi uth padta hun . Chalte chalte neende bhi bahut aati hai.par Sapna to mai dekh chuka hun ,phir so kaise sakta hun.......