Ek paisa bakse mein pada
Doosra bazaar mein chalne chala
Chalte hi chalte ek se gyarah bna
Gyarah se ek so gyarah bna,
Ek so gyarah se gyaraso gyarah bna,
Fir usse badh kar khajana bana,
Khajaane se fir kaarkhana bna,
Kaarkhane mein firse paisa bna,
Pehla paisa paisa hi rha,
Bazaar ka paisa paisewala bna||
Poem by my 85 years young nani.