Mana teri nazar mein tera pyaar
hum nahi,
kaise kahen ki tere talabgaar
hum nahi,
Khud ko jala ke khak kar dala,
mita diya,
lo ab tumhari raah mein dewaar
hum nahi,
Jis ko sanwara humne
tamannaon ke khoon se,
gulshan mein us bahar ke
haqdaar hum nahi,
Dhokha diya hai khud ko
muhobbat ke naam se,
kaise kahen ki tere gunahgaar
hum nah
H@B
Old is Gold quots.......