Yaad !!! #kavyotsav2

Aaj yaad tumhari bahut aa rahi hai
Jaise Meri ye jaan jaa rahi hai

Kab knatam hogi ye duriyan
Kyuki ab nahi sahi jaa rahi ye majburiyan

Ab bs tujhe dekhne ko ye Dil taras Raha hai
Meri aankho se jaise saawan baras Raha hai

Iss Dil ko Hui hai Teri aisi aadat
Bs ab har Roz karta hai Teri hi ibadat

-Pikachu (Divya)

Hindi Poem by Divya Patel : 111433580

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now