Teri Har Baat Mohabbat Mein Ganwara Karke,

Dil Ke Bajaar Mein Baithe Hain Khasaara Karke,

Main Woh Dariya Hun Ke Har Boond Bhanwar Hai Jiski,

Tumne Achha Hi Kiya Hai Mujhse Kinaara Karke...

💞

Hindi Shayri by Bhavesh Rathod : 111421869

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now