bhaavna pradhaaan.....
ma ki yaadein
har subah
gujar
jaati Hai ..
har shaaam
gujar
jaati Hai....
har shai bhi
gujar jaati Hai ...
par
merey dil se
meri ma ki
yaad ni jaati hai...
aankhein hi khuli
reh gayin
meri raahon
me jiski
kya karu
vo aankhein
bhulaAyi ni jaati hai....
la mujhe ek din
itna Hai yakeen
us pe
kya us rab tak
meri fariyaad
ni jaati hai....
for my mother