woh message naa kholti thi 2 minute bhi...
toh maano uske reply ka mujhe intezaar hoo rahaa thaa....
ishq me mein nilaam...ho rahaa thaa. .
meraaa katal-e-aam....ho rahaa thaa...
woh bhi sareaam hoo rahaa thaa...
saayad mujhe pyaar ho rahaa tha...

English Shayri by Uday Sahiya : 111163195
Uday Sahiya 8 year ago

haa mene pyaar....hai...har baar yeh galti baar baar kiyaa hai...

Meera 8 year ago

Kiya he kissi se pyar?

Uday Sahiya 8 year ago

tum ladkiyaan kyaa jaano...pyaar kaa hotaa hai... ham ladko ne bhi har pal me pyaar karnaa sikhaa hai.... har message ki kimatt... ham ladko ko pataa hai...

Meera 8 year ago

just attraction

Meera 8 year ago

pyar esa kuchh nahi hota

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now