jindagi me khoya kuchh nahi
paya kuchh nahi
fir bhi dar raha. wo samaj nahi aya ki dar kyu raha

English Quotes by Vivek Vaniya : 111053006
Varsha Singh 8 year ago

yahi zindgi h hsayegi rulayegi...confuse kregi...drayegi....or ant m hme kuch n kuch sikha k jayegi.....yahi zindgi h ji??

Kpj 8 year ago

soory abhi ke liye pr jai mataji

Kpj 8 year ago

kaam me hu bhai kal bat karti hu

Kpj 8 year ago

kyuki hum insaan he sayad yaahi eska sabse aasan javab he

Vivek Vaniya 8 year ago

jindagi me na hi hamara kuchh he. nahi kabhi hamara kucchh honga. fir ye pane khone ka dar kyu raheta he ,,

Vivek Vaniya 8 year ago

sayad aap samje nahi sorry

Kpj 8 year ago

khoya bhale hi na ho hamne khone vale bhi nahi pr fir bhi kadhi kadhi dar llagta he vo esliye ki jiske liye ham dar rahe he vo hme jaan se pyara he kohinur ko loker me rakhne ke baad bhi sarkar kadi sicurity rakhti he ye jante hue bhi ki vo chori nahi ho sakta

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now