#Atmahatya
Hoti hai khudki hatya
Ye toh mujhe bataya gaya
Par...samaj mai kuch alag hi aya
Woh har ekk pal
Jisme naa mile koi hall
Aur naa rahe koi vikalp
Woh hoti hai aatmahatya
Jab log ho apne
Par bhikharr jaye sab sapne
Aur na ho koi sath mai
Woh hoti hai atmahatya
Jab apne assu tapke
Par unhe pohchne
Koi na aye
Aur naa mile jo dill mai
Woh hoti hai atmahatya
Jab dill mai dabba darrr
Badal jaye
Hakikat mai
Woh hoti hai atmahatya
Jab
Pank hokar bhi
Tum udd na sakho
Chahtey hue bhi
Marrr na sakho
Woh akhri vikalp
Jo naa dekhe kal
Woh hoti hai atmahatya
Woh hoti hai atmahatya!!!
Jp.
16/10/2018