Kaash Kabhi To Wo Shaam Aaye…

Mere Yaar Ko Yaad Mera Naam Aaye

Kya Wajah Hai Jo Bhula Baitha Hai…

Koi Khabar Mile Koi To Paigaam Aaye

Yun To Aadat Ho Gai Hai Tanhaai Ki…

Aadat Nhi Rahi Shikwe Aur Ruswaai Ki

Magar Kuch To Ho Aisa Ke Tadapte Dil Ko Aaram Aaye

Kaash Kabhi To Wo Shaam Aaye…..

Hindi Shayri by Naranji Jadeja : 111036593

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now