Dil Ko Gam Aankho Ko Saawan Chahiye Mujhe Tu Nahi Bas Tera Daaman Chahiye Sirf Chehre Se Kaha Banti Hai Baat Ishq Mein To Dil Bhi Roshan Chahiye Samundar Mein Kashti Hai Apni Alag Mujhe Us Taraf Ik Kinara Chahiye Wo Ab Kuch Masoom Se Ban Ne Lage Hai Kuch Mujhe Bhi Mera Bachpan Chahiye .

Hindi Shayri by Naranji Jadeja : 111030367

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now