Dil Ke Rishte Ka Koi Naam Nahi Hota
  Har Raste Ka Muqam Nahi Hota... 
 Agar Nibhane Ki Chahat Ho Dono Taraf
 To Kasam Se Koi Rishta Nakaam Nahi Hota.... 

English Shayri by Baarish : 111029655
Deeps Gadhvi 8 year ago

har bar yeh kambakth jamana hi humari khushi chinta hain

Baarish 8 year ago

sahi kaha apne ...kai bar esa hi hota hai..

Deeps Gadhvi 8 year ago

nakam rista kisko acha lagta hain lakin tahe dil ki mahobate akshar sach ho jati hain lakin dunia un risto ke khilaf diwar ban khadi ho jati hain

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now