Jab tum bolti ho....
To tumhe sun ne ka man karta he....
Jab tum sant bethi ho....
To tumhe dekhne ka man karta he....
Jab tum muskurati ho....
To teri muskan ka nasa karne ka man karta he....
Jab tum dekhti ho....
To tumhari aankho me dub jane ka man karta he.....
Jab tum ruthati ho....
To tumhe manate rehne ka man karta he.....
Jab tum pyar karti ho....
To tumhe gale lagaye rakhne ka man karta he.....
Tum ku6 bhi karo....
Bas tera hi ho jane ka man karta he......
Yaar tumhari property ban na he....
Kharid lona yaar jaldi se..........................