Har dard mein saaya ban kar tum saath nibhaate ho,
Main bhi patni hoon tumhari… par rooh tak tum mein sama jaati hoon।
Zid tumhari ho ya khamoshi meri, dono mein pyaar chhupa hota hai,
Tum ‘mera ghar’ kehte ho… aur mera ghar tum mein basa hota hai। ❤️”