Train ka safar ...

jab bhi kisi train se jati hu,
aur dheere dheere train .. station se nikalti hai,
lagta hai jaise apna kuch chhuth gaya ho,
un rail ki patriyo ko dekh lagta hai,
kuch adhura reh gaya,
kya ye sab ke sath hota hai?

English Thought by Miss writer : 112002549

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now