Jab pakad ek hath ki halki hone lge to Tum aur taqat se pkd lo..

Rishto me jaruri ye nahi hota ki
Kisne kitni majbooti se pkda hai
Jaruri ye hota hai ki
Hath chootna nhi chhaiye.. ❣️


@priyanshusharma8476

Hindi Shayri by Priyanshu Sharma : 111995897

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now