💫 "Main likhti hoon... kyunki kuch jazbaat sirf dil se nikalte hain, zabaan se nahi."

Har lafz meri ek kahani kehte hain... kabhi kisi टूटी हुई मुस्कान की, kabhi किसी अधूरी मोहब्बत की।

Main ek ladki hoon jise khamoshiyan bhi kuch kehne lagti hain... aur dard bhi kavita ban jaata hai।

Shayari, kahaniyan aur dil ko choo jaane wale jazbaat – yahi meri duniya hai।

Agar aapne kabhi kuch खोया hai, ya दिल से कुछ चाहा है... toh meri likhi har baat aapke dil se जुड़ जाएगी।

English Shayri by ranjana : 111983506
Hemant Parmar 1 year ago

mast....👌 hume apne andur ki gahraiye ko padh na chaiye, kyu ka sab to sirf ak jariya hota he apni apni baat kahne ka sab ka dukh alag alag hote he ha kuch kahaniya milti julti he par unke sath jo bita huwa he wo alag he or inshn badal jaite he...

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now