Mujhmain thodi si jo main baki hai
Usi main apne liye jeena chahti hoon..
Sab ki khusiyoun ka bohot khayal rakhliya
Ab wohi karna chahti hoon
Jo main chahti hoon......
Akal aane ke liye
Thokar khnane ka intezar kiya
Ab sambhal ke chalna chahti hoon.....
Han thik suna tumne
Main ab badal naa chahti hoon.............