Wo gana to suna hoga na aaplogo ne ....
waqt ne kiya kya hansi sitam
tum rhe na tum hin rahe na hum ...
hota hai na aksar zindagi ke kuch aise mod pr hum aaker ruk se jate hai aur dil khud se sawal kerta hai ...
jb apne hi sawal ka jawab kisi aur chehre me mile aur wo jawab na dena chahe to waqt se shayad yahi sawal hum karege ..
kya talaash hai , kuch pata nhi
chal pade magar rasta nhi .