Mai sajna sawar na nahi chhahti,
Mai sapne sajana chhahti hu.
Mai kisi ki Dulhan banna nahi chhahti,
Mai khudko kamyab dekhna chhahti hu.
Mai sath phere mai bandhna nahi chhahti,
Mai aazad hokar udna chhahti hu.
Mai kisi aur ke liye jina nahi chhahti,
Mai khudke liye jike marna chhahti hu.