Arz kiya hai...
Maine yaadon se pucha,
'ae yaad, tu kyu aa jati hai baar baar Mujhe satane ke liye?'
Wo kehti hai -'Shukar Kar teri zindagi ke un haseen lamho ka,
Jo tere chehre pe muskaan Aur ankho me aansu Ek saath le Aati hai..
Baaki zamane ke paas to yaad karne ke liye bhi kuch Nahi..
#Ask