to tum ho jindagi😎😎😎hahahaha ,may to kabhi kabhi itana confused ho jaata hu ki tumahay apnay aap may search karnay lagata hu.
sayyad tumay bhi khataa meetha swad aata hai ,mere say pangay lennay ka.
but ab samaj gaya hu ki,tum ho to dukh sukh sub saath saath hi adjust karna hoga 🤗🤗🤗🤗🤗
#जिंदगी