jine ke liye hawa
khana
pani
paisa
kapda
or sabse badhakar tu chihiye
to thoda jina aasan ho jaye,itni badi duniya ki bheed mai jane mera humsafar kaha honga
ye to upar vala jane,sare dost ki mehfil mai teri kami sari mehfil ko adhura rakhti hai jane kitne aye gaye magar teri jagah koi nahi le saka ae jindgi tuje kya chahiye muje pata hai magar is kadar tu hume gumrah na karo varna yuhi apni manjil bhatak jayenge