Suraj ki chaaya aur chand ki maaya kbhi na hati.
Din ka ugna aur rat ka dhlna kbhi na bdlta.
Bdlti hai toh jindgi jo inke sath chl rhi hai.
Parya apna oh jata hai, toh kisi se barso ka sath chuth jaata hai.
Anjan premi bn jaata hai toh premi anjan bn jaata hai
Kisi or ka grh hum bsa lyty hai toh kbhi humre grh me kisi or ki duniya bas jaati hai.
Suraj ki chaaya and chand ki maaya kbhi na hathi
Din ka utna and rat ka dhlna kbhi na bdlta
Bdlti hai to jindgi jo inke karan hi chl rhi hai.