#Ek bar vishwas kalr ke to dekho#
Ek bar vishwas kar ke to dekho
vo bandh aankho se dekhe gaye khwab khuli ankho se use pural karne ki koshish kar ke to dekho,
Ek baar vishwas kar ke to dekho
vo jis manjeel ko paane ku chah zindgi bhar karte rahe ek use pane ke liye ku6 kho kar to dekho,
Ek baar vishwas karke to dekho
vo jo zindgi khuda se ku6 khas karne ke liye mili hai use sakar bapna kar to dekho
Ek baar vishwas kar ke to dekho