Bahut Dino bad koi yad aaya
Aankho me aansu छलक aaya
Ek pl ko mano Ruk gai dhadkne
Bahut Dino bad koi dil me aaya
Bahut Dino bad koi yad aaya.....
Pta n tha k hum itne Akele the uske Bina
Pta n tha k hum tut rhe he pal pal uske Bina
Aj Bahut Dino bad khud pr swal aaya
Bahut Dino bad koi yad aaya....
Ek बोझ si bnti ja rhi he zindgi uske Bina
Khushiya bhi Ruth rhi he uske sath k Bina
Aj Bahut Dino bad ye ehsas aaya
Bahut Dino bad koi yad aaya......
-Akashsingh