Ab dil me छिपे ehsaso ko छिपाना aa gya
Labo pr kuch aur btana aa gya
Pehle krte the फ़िक्र unki sare jahan k samne
Ab in फ़िक्र ko dabana aa gya..
Pehle rehte the khud me..khud k Jahan me hum
Ab unhe खोने k डर me badlna aa gya...
Kbhi mohbbt-e-ehsas dilaya krti thi jo
Is dil me pyar जगाया krti thi jo
Unhe.......
Is dil me इश्क़-ए-दीया जलाकर बुझाना aa gya...
Kehte the vo लड़ेंगे duniya se ek sath milkr
Ek ठोकर me unhe chalna aa gya
Socha tha kbhi n krege mohbbt..ye bekar ki cheez he
Unhe humse ye gunah krvana aa gya..
Zid pr अड़ gye the unhe pane k liye
Unke Lafzo ne besahara kr diya
Khwab sazaye the bahut is dil ne
Mukmmal krege unki har khwaiso ko
Lekin.......
सवेरे ko khwabo ko todna aa gya
Unke hone k ehsas me ji lete fir bhi
Lekin...
Unhe andaz-e-thukrana aa gya...
Ab dil me छिपे ehsaso ko छिपाना aa gya....
-akashsingh