Hindi Quote in Funny by Ismailmirza Mirza

Funny quotes are very popular on BitesApp with millions of authors writing small inspirational quotes in Hindi daily and inspiring the readers, you can start writing today and fulfill your life of becoming the quotes writer or poem writer.

ek tha main aur ek thi who ab suno
kiya huwa..?
kuch nhi huwa tha yaar ek din aisa aaya ke
hum log ghum ne gai
who boli mujhe chal karte hai
mene han chal karte hai kuch
ab kuch to karna tha hamme
par sala ham log ke saat kuch aur hi hora tha
who boli mujhe jub hammne kuch kiya hi nhi to hamare saat ye sab kuch q hora hai
mene bola kuch to baat hai jo ye sab kuch hora hai fir who boli par ye sab kuch kon karra hai hamare saat
mene bola pata nhi jaan ye sab kuch kon karra hai hamare saat par wo ye sab kuch kar q raha hai hamare saat
ab kuch to baat thi jo hamare saat ye sab kuch hora hai
ab hamme hi nhi samajh main aara tha ke haamare saat ye sab kuch q hora hai
huwa kiya tha main bolta hun aap logo ko
kuch nhi huwa tha buss ek
choti see baat thi jo ye sab kuch ho Gaya
ab bolo aap hi ittna sab kuch hone ke baad bhi ham logo ko Ghar main bolna pada
hamare saat kuch nhi huwa
ab mere dost mujhse puch ne laga ke kuch huwa kiya mene bola yaar kuch nhi huwa
agar kuch hota to kiya main aap logo ko nhi bolta
par dost bolne lage saale sab kuch hone ke baad bolra hai hamme ke kuch nhi huwa
fir mujhe uss ka call aaya who boli ghar wale kuch puch rahe kiya aap ko mene bola kuch huwa hi nhi to kiya bolu main
fir who boli agar koi kuch puche to tum kuch mat batana
mene bola par kiya
who boli kuch bhi puche tumse log to please kuch mar batana tum logo ko
ab main aap ko logo ko kiya bolu yaar mery life na ek dum jhand ho gai hai
ab log bhi puch ne lage hai mujhe
kuch baaki hai ya sab kuch hogaya hai tum dono ka
ab main kiss ko kiya bolu to mujhe hi kuch samjh main nhi aara ab tum hi log bolo mujhe comments karke ke mene aap ko kuch bataya hai ya kuch bataya hi nhi
agar kuch bataya honga to mujhe
yaar please aap log comments karke bole ke mene aap logo ko kuch bola hai ya nhi
aur han mere saat ye sab kuch hogaya hai tum log kisee ko bhi kuch mat bolna ke yaar ye sab kuch is ke saat huwa hai
ab ittna sab kuch hone ke baad agar mujhe kisee ne comments main ye pucha ke abhi kuch baaki hai kiya to bhai log please main aap sab ko boldunga ab ham log ke bich main aisa ab kuch nhi hai ke kuch ho sake
q ki ab sab kuch khatam ho chuka hai ab kuch baaki nhi raha hai par aap log please yaar kisee ko bhi kuch mat batana ke yahan kuch huwa bhi tha

Hindi Funny by Ismailmirza Mirza : 111135102
New bites

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now