soch rhi hu likh liya hai sab per
kyu na likhu ek baar khud per...
ek ladki hai...
jo dekhne mai bilkul apni maa per gyi hai
sab bolte hai usko tum na apni maa jaisa baana lekin une kon bataye mai nhi baana chahti hu maa jaisa...
mai na lafti hu haa chhote mai maar khaya tha hantho ne shayad isliye aaj bhi jab side hanth se ulte hanth mai kalam pakra ti hu to kanpta to hai...
lekin ye ladki kam bhi to nhi ab likh leti hai dono hanth se...
bolti hai mujhe ghumna hai lekin jana kha hai ise ye bhi pata nhi hoga ghar se do kadam ka bhi...
aisa nhi mere ghar vale karte hai bhedbhav bas pata nhi kyu karte nhi trust mere per...
khane ka sock hai bara lekin baanane ka nhiii...
uska koi dost nhi shayad isliye har wakt krishn ko yaad maa durga ko hi bataye giii...
jaise sunte hai iski baat ...
by kashish
ye mere bare mai haiii