Kal raat, mere sapne ne füsfüsakar kaha:
Coffee. Tea. Freedom.
Jaise koi rooh keh rahi ho —
Uth jaa... mehsoos kar... ud jaa.

Shayad main bhi aise hi pyaar ki talaash mein hoon —
Jo mujhe jagaye...
Sukoon de...
Aur azaad kar de.

Ek aisa pyaar, jo bandhata nahi...
bas chhoo jaata hai.
_Mohiniwrites

English Motivational by Mohini : 111982500

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now