*Tadap*
Kabhi mehsoos kare koi mera tadapana,
Samjhe woh nadan, dard ka raaz.

Jahan dil bhool gaya raasta,
Wahan roshni bhi chhup gayi.

Chuppi teri, waqt ka zehar,
Mere chehre se ujala cheen liya.

Phir bhi jagi hai chahat,
Pal-pal tu tha mere saath.

Mehboob tha, par chala gaya,
Main raha gehra, bedard aur akela |
_Mohiniwrites

English Poem by Mohini : 111982105

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now