Beet Raha hai waqt bohot jaldi mera

Karib aa raha hai waqt durr jane ka tera

Mana rahi hun mann ko mere kii sambhal jaye durr jane se pehle tere naa jude iss tarah tujhse ke toot hii na paye bhul jaye aur durr ho jaye jaise tujhe koi Mila mujhe bhi koi mil jaye na rahe saath mere teri yaadein na rahe teri baatein aur na aaye yaad tu toot jaye ek sapne ki tarah aur kho jaye taaron se baare asman ki tarah

Hindi Shayri by Isha singh : 111978642

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now