Khamosh Ho chalti raho kuch sochana apradh hai kuch Chahana apradh hai chod ek kartavya path Khamosh Ho jalti raho solo ki hai ye kyaryea hai ur Rahi chingariea pran bayakul ho to bhi kya asko ke mirdu muskan se khaamosh Ho chalti raho kya chahati ho pran tum Pratima si ho pasand tum phir dard kya phir bhav kya ho namukhi anugamani Khamosh Ho chalti raho