Har kisi ko chahiye yaha ..
90s wala ishq....
Uhi nahi mila karta kisikk bhi
90s wala ishq..
Usaki ek jalak ko ghanto bita diya karte the ..
Wo tha 90s wala iashq.
Pahele jab Khat lilhate the to padhne wale ko khat likhne wale ki surat dikha karti thi
Wo tha mere yaar.
90s wala ishq.
Ye dil na jab ek bari kisi se attach ho jata tha to phir detach ka to mano koi
options hi nai huwa karta tha..
Wo tha
90s wala ishq..
Rishte nibhane ke liye rishte jode jaate the dost...
Wo tha
90s wala ishq.
Chhato pe kapde sukhane ke bahane ..
Huwa karti thi ankho se bate
Wo tha
90s wala
Ajj kal kaha milga 90s wala ishq...