mila jisko sab
kuch yaha
usko sukun Na mila
jisse kuch na mila
vo din raat sochta raha
duniya khud se nhi
dukhi, yaha dusro ki
Khushi se jalte hai log
kya rakha in bato mein
roz ibadat karo rabki
jo dene vala hai
vahi le bhi sakta hai
na karo kisi Ka bura
itna ki khuda kabhi
maff na kare
karo kuch esa jo
tumko Dua sabki
Mile OR khuda
bhi khush ho tujhe
dekh ke